
Shehar ki sabse unchi imaarat ke 24vein floor par Aryan ka cabin tha. Bahar barish ho rahi thi, magar cabin ke andar ka mahaul bilkul thanda aur khamosh tha.
Aryan apni chair par baitha ek file dekh raha tha, magar uska dhyan darwaze par tha. Aaj nayi intern, Megha, ka pehla din tha. Tabhi darwaze par dastak hui.


Write a comment ...