
Shimla ki subah ne aaj ek nayi rangat odh li thi. Aryan ne purani yaadon ko piche chhod kar ek nayi manzil ki taraf badhne ka faisla kiya.
Usne apni SUV taiyar ki aur Maya ko tayaar hone ka ishara kiya. Maya ne ek khoobsurat chifon ki saari pehni thi, magar unki aankhon mein ab bhi raat ka nasha baaki tha.


Write a comment ...